
Kale Jadu K Tod Ki Dua-100%
Aoa Aj ka hamara Topic kala jadu ka hai jis main apko main bataon ge k kala jadu
say kase bacha ja sakta hai is ka tareeqa kia hai.
Kale Jadu Ke Tod Ke Liye Wazifa Parhne Ka Tarika:
Surah Falaq aur Surah Naas ko ba-wuzu rozana ek sau (100) martaba parh kar
pani pe dam kar k giyarah (11) din tak piyen. Nagha nahi aana chahiye.
Agar mareez khud apne liye ye amal nahi parh sakta to uska koi azeez uske
liye ye amal parh sakta hai.
Ghaur Talab:
Khawateen haiz/mahwaari/ayyaam mein ye wazifa na parhen to behtar hoga.
Zururi Note:
Agar ap namaz ki pabandi nahi karty tu sub say pehle ap namaz ki pabandi shuru karain us k bad
apke sare masle wese he hall ho jayen ge. Insha Allah.